"Jal hi jivan hai" is a Hindi proverb which means "water is life". It emphasizes the importance of water in sustaining life on Earth. Water is essential for various biological processes, from hydration and digestion to crop cultivation and biodiversity. It reminds us of the crucial role water plays in maintaining the balance of ecosystems and the need for its conservation for future generations.
Ek mishri hai jo gili ho to 2kg, sukhi ho to 1kg aur jal jaaye to 3kg ka weight hota hai.
Chinta (Worry) hai jo subah hone par ek kilo, gila hone par do kilo aur jal aane par teen kilo hoti hai.
Jawahar (gold)
Vidyarthi jeevan mein anushasan ka hona bahut mahatvapurna hai kyunki yah vyakti ki disiplin aur niyamita ko sthapit karta hai. Anushasan se vidyarthi apne lakshya aur uddeshya ko prapt karne mein madad milti hai aur use apne samay aur srijanatmak shakti ko sahi dhang se istemal karne mein madad milti hai. Iske saath hi, anushasan vidyarthi ke vyaktitva ko vikasit karta hai aur use samajik tatha vyavsayik jeevan mein safalta prapt karne mein madad karta hai.
search for it i hope you'll get it soon best of luck.
jal he to kal he jal nahi to kuch nahi
Ped lagao, desh bachao. Paryavaran sanrakshan, jeevan hoga kal jal hai to kal hai ped lagao jeevan bachao ped ki raksha desh ki raksha jal se hi kal aur nahi aate.. Apne aspas swachhata barte hara bharat swachh bharat Jan-jan se yeh kehna hai,vriksha dhara ka gehna hai. Shuddha na ho agar vatavaran,manavta ka hoga maran. Jal hai to kal hai. Kate vriksha,ujadate van,de rahe pralay ko amantran. ped lagao,jeevan bachao es dhara ko swrg banao
jal amrit he is prathvi par rahne wale har jiv ke liye. kyoki hamara sharir panch chijo se milkar bana he jisme jal ki aham bhomika he hamare sharir ka 75% hissa jal se bana he or iske bina jivan he hi nahi to jal ki raksha karna hamari khud ki raksha karna he......... means "Jal Hi Jeevan He!
Charai weti means ' keep moving' ( chalte raho. chalna he jeevan hai..)
"Jal hi jivan hai" is a Hindi proverb which means "water is life". It emphasizes the importance of water in sustaining life on Earth. Water is essential for various biological processes, from hydration and digestion to crop cultivation and biodiversity. It reminds us of the crucial role water plays in maintaining the balance of ecosystems and the need for its conservation for future generations.
Jal Hi Jeevan Hai Jal Hai to Kal Hai Jal hai sona, ise na khona. Boond Boond Se Bharti Gaagar, Kai Gaagar Se Banta Mahasagar. Neer Nahin Ganga Jal hai, Isse Chalta Har Pal Hai
Ped lagao, desh bachao. Paryavaran sanrakshan, jeevan hoga kal jal hai to kal hai ped lagao jeevan bachao ped ki raksha desh ki raksha jal se hi kal aur nahi aate.. Apne aspas swachhata barte hara bharat swachh bharat Jan-jan se yeh kehna hai,vriksha dhara ka gehna hai. Shuddha na ho agar vatavaran,manavta ka hoga maran. Jal hai to kal hai. Kate vriksha,ujadate van,de rahe pralay ko amantran. ped lagao,jeevan bachao es dhara ko swrg banao
Jal Hai Toh Kal Hai, Jal Nhi Toh Kuch Nhi.Jal Hai Jeewan Ka Anmol Ratan, Ishe Bachaane Ka Kro Yatan
garmiye hasrat ke nakam se jal jate hai. hum chiragon ki tarah sham se jal jate hai.. shama jalti hai jis aag mein numaish ke liye hum usi aag mein gumnam se jal jate hai.. jab bhi aata hai mera naam tere naam ke sath,,, jane kyon log mere naam se jal jate hai...
Sugar ? Cheeni? how is it 3 kgs then JAB JAL JATA HAI TO GUD BAN JATA HAI AND YEA 3 KG BAN JATA HAI
Its hina rehman